Posts

Peer-e-Kamil (S.A.W) By Umera Ahmad In English Page 20

Peer-e-Kamil(S.A.w) Peer-e-Kamil(S.A.W) First Chapter.   =Your name?‘ =I don‘t know.‘ =What did your parents name you?‘ =Go ask my parents.‘ Silence. =What do people call you?‘ =Boys or girls?‘ =Boys.‘ =They call me by many names.‘   =Mostly what?‘ =Daredevil.‘ More silence. =And girls?‘ =They too have many names for me.‘ =What name do they usually call you?‘ =I can‘t tell you that…it‘s too personal.‘ Silence and then a deep breath and…silence again. =Can I give you a suggestion?‘ =What?‘ =Why don‘t you try to find out something about me that neither you nor I knew before? That white file on the table to your right has all my particulars. Why are you wasting your time?‘ By the light of his table lamp, the psychoanalyst observed the young man lying on the couch. He kept moving his feet from left to right. His face was calm and he wore an expression that seemed to say that the session with the psychoanalyst was a waste...

Al-Quran Tarjama In Roman Urdu Surat-Al Bakarah Ruku-#40

Al-QURAN: TARJUMA-E-KANZUL IMAAN. 002-Surah Al-Bakrah. Suratul Baqara Madina mai Nazil hui, is main 286 Aayatain aur 40 Ruku hain. RUKU # 40 (284): Allah h’i Ka Hai Jo Kuch Aasmano meyn Hai Aur Jo kuch Zameen meyn hai Aur Agar Tum Zahir Karo Jo kuch TumhAaray Jee meyn Hai Ya Chupao Allah Tumsey Uska Hisab Lega T’o Jisay Chahega Bakshega Aur Jisay Chahayga Saza Dega Aur Allah Har Cheez Par Qadir hai. (285): Rasool Imaan Laaye Us par Jo Us k Rabb k Pas sey Us par Utra, Aur Imaan Walay Sab ney Mana Allah Aur Us k Farishto’n Aur Uski Qitabo Aur Us k Rasoolo ko Yeh Kehtay huay keh hum Us k Kisi Rasool Par Imaan Lanay meyn Fark Nahi Kartay, Aur Arz ki keh Hum ney Suna aur mana Teri Muafi Ho Aye Rabb! HumAaray Aur Teri h’i Taraf Firna hy. (286): Allah Kisi Jaan Par Boejh Nahi Dalta Magar Uski Taqat Bhar, Uska Faida hai Jo Acha Kamaya Uska Nuksan Hai Jo Burai Kamai, Aye Rabb HumAaray! Hamay na Pakar Agar hum Bhulay Ya Chukain, Aye Rabb HumAaray! Aur Hum par Bhar...

Al-Quran Tarjama In Roman Urdu Surat-Al Bakarah Ruku-#39

Al-QURAN: TARJUMA-E-KANZUL IMAAN. 002-Surah Al-Bakrah. Suratul Baqara Madina mai Nazil hui, is main 286 Aayatain aur 40 Ruku hain. RUKU #39 (282): Aye Imaan Walo Jab Tum Ek Muqarrar Muddat tak Kisi Dain (Qarz) Ka Len-Den Karo To Usay Likh Lo, Aur Chahiye Keh tumhary Darmiyan Likhnay Wala Thik-Thik Likhay Aur Likhnay Wala Likhnay Sey Inkar na karay, Jaisa keh Usay Allah ney Sikhaya hai T’o Usay Likh Dena Chahiye Jis Bat par Haq Aata Hai Wo Likhata Jay Aur Allah sey Daray Jo Uska Rabb hai Aur Haq main sey kuch rakh Na Choray, Fir Jis par Haq Ata hai Agar Bey-Aql Ya Na-tawan Ho Ya LikHa na Sakay To Us ka Wali Insaf sey LikhAay, Aur (2 Gawah Kar lo Apnay Mardo Meyn sey, Fir Agar (2 Mard Na hun T’o ek Mard Aur (2 Aurten, Aysay Gawah Jinko Pasand Karo Keh Kahin Un meyn Ek Aurat Bhoolay t’o Us Ek Ko Dusri Yaad Dilaway, Aur Gawah Jab Bulay Jay’n To Aanay sey Inkar na Kare, Aur Isay Bhari Na Jaano Keh Dain (Yani Qarz) Chota Ho Ya Bada Uski Mee’ad Tak Likhat Kar lo ...

Peer-e-Kamil (S.A.W) By Umera Ahmad In English Page 19

Peer-e-Kamil(S.A.w) Peer-e-Kamil(S.A.W) First Chapter. =Imama, get ready quickly!‘ called Rabia, taking her clothes from the closet and flinging them on the bed. =Get ready? What for?‘ Imama looked at her, surprised. =We‘re going shopping. Come with us.‘ Rabia moved fast as she ironed her clothes. =No, thanks. I don‘t want to go anywhere.‘ Imama lay back on her pillow, her forearm shielding her eyes. =What do you mean by .I don‘t want to go anywhere.? Who‘s asking you, anyway? I‘m telling you,‘ Rabia continued in the same tone. =And I‘m telling you that I am not going,‘ replied Imama without moving. =Zainab‘s coming too—the whole group is going—and we‘ll go to the movies when we are done shopping.‘ Imama looked up. =Zainab‘s coming along?‘ =Yes, we‘ll pick her up on the way.‘ Imama became thoughtful. =You are getting duller by the day, Imama!‘ Rabia‘s tone was piqued. =You‘ve stopped going out with us; what on earth is happening to you?‘ =Noth...

Al-Quran Tarjama In Roman Urdu Surat-Al Bakarah Ruku-#38

Al-Quran Tarjama In Roman Urdu Surat-Al Bakarah R Al-QURAN: TARJUMA-E-KANZUL IMAAN. 002-Surah Al-Bakrah. Suratul Baqara Madina mai Nazil hui, is main 286 Aayatain aur 40 Ruku hain. RUKU # 38 (274): Wo Jo Apnay Maal Khairat Kartay hain Raat meyn Aur Din Meyn Chupay Aur Zahir Un k Liye Un ka Naig (Ajar) hy Un k Rabb k pas Un ko Na Kuch Andesha ho Na Kuch Ghum, (275): Wo jo Sood Khatay hain Qayamat k Din Na Kharay hongay Magar Jesay Khara hota hai Wo Jisay Aaseb ne Chu kar Makhboot Bana diya ho Yeh Es liye keh unhoney Kaha Baiy (TijaRat) bh’i t’o Sood h’i Ki Manind hy, Aur Allah ney Halal kiya Baiy (TijaRat) ko Aur Haram Kiya Sood, T’o jisay Us k Rabb k Pas sey Nasihat Aai Aur Wo Baa’az Raha To Usay Halal Hai Jo Pehlay Lay chuka Aur uska kaam Khuda k Supurd hai Aur jo Ab Aisi Harqat Karega To wo Dozkhi hai Wo Us meyn Muddatoo’n Rahengay. (276): Allah Halak Karta hai Sood ko Aur Barhata hai Khairat ko Aur Allah Ko Pasand Nahi Aata Koi Na Shukra Bara Gunaahga...

Al-Quran Tarjama In Roman Urdu Surat-Al Bakarah Ruku-#37

Al-QURAN: TARJUMA-E-KANZUL IMAAN. 002-Surah Al-Bakrah. Suratul Baqara Madina mai Nazil hui, is main 286 Aayatain aur 40 Ruku hain. RUKU # 37 (267): Aye Iman Walo Apni Paak Kamaiyo meyn sey Kuch d’o Aur Unme sey Jo Hum ney TumhAaray Liye Zameen Sey Nikala Aur Khaas Naqis ka Irada Na Karo keh Do to Us meyn sey Aur Tumhay Milay to Na lo gay, Jab Tak Us meyn Chashm Poshi Na karo Aur Jaan Rakho Keh Allah Bey-Parwah Saraha Gaya hy. (268): SheTan Tumhay Andesha Dilata hy Mohtaji Ka Aur Huqm Deta hy Bey-Hayai ka Aur Allah Tum sey Wada Farmata hai Bakshish Aur Fazal Ka Aur Allah Wus’at Wala Ilmm Wala hy. (269): Allah Hiqmat Deta hai Jisay Chahay Aur Jisay Hiqmat Mili Usay Bhot Bhalai Mili Aur Nasihat Nahi Mante MagAr Aqal Walay. (270): Aur Tum Jo Kharch Karo Ya Mannat Mano Allah ko Uski Khabar hy Aur Zalimo ka Koi MadadGaar nahi. (271): Agar Khairat Elaniya D’o To Wo kya H’i Achchi Bat hy Aur Agar Chupa kar Fakiro ko D’o Yeh TumhAaray Liye Sab sey Behter hai Aur U...

Al-Quran Tarjama In Roman Urdu Surat-Al Bakarah Ruku-#36

Al-QURAN: TARJUMA-E-KANZUL IMAAN. 002-Surah Al-Bakrah. Suratul Baqara Madina mai Nazil hui, is main 286 Aayatain aur 40 Ruku hain. RUKU # 36 (261): Un ki Kahawat Jo Apna Maal Allah ki Raah meyn Kharch Kartay hain Us Danay ki Trah Jis ney Ugai 7 Bali, Har Bali Meyn (100 Danay Aur Allah Us sey bhi Zeyada BarhAay Jis k Liye Chahay Aur Allah Wus’at Wala Ilmm Wala hy. (262): Woh Jo Apnay Maal Allah ki Rah meyn Kharch Kartay hain Fir Diy Pichay Na Ehsan Rakhain Na Takleef dai’n, Un ka Naig (ajar) Un k Rabb k Pas hy Aur Unhay Na kuch Andaisha Ho Na kuch ghum. (263): Achchi Bat Kehna Aur Dar guzar Karna Us Kherat se Behtar hai Jis k Bad Satana Ho, Aur Allah Be-Parwa Hilm Wala hy. (264): Aye Imaan Walo Apnay Sadqay BaTel Na kar do Ehsan Rakh kar Aur I’za (Takleef) Deykar, Uski Tarah Jo Apna Maal Logo k Dikhaway K Liye Kharch Karay Aur Allah Aur Qayamat Par Imaan Na Laay T’o Uski Kahawat aysi hai Jesay Ek Chattan Keh Us par Mitti hy Ab Uspar Zor Ka Pani Pada Jis n...